Mohtaj nahi main mohabbat ka e shayar
yeh to silsila deewano ka aam hai
Kya kabar banayee jo bana Taj hai
Kya woh mohabbat thi jo aaj bhi usme quaid hai
Kabhi na thi yeh mehfooz un maqbaron mein
na hi yeh mohtaj hai in kalaamon ki
Neelaam hua jis bazaar mein wajood is zarre ka
wahan to mohtaj khud mohtaj hai ek nazar ka
Yeh charchon ko aam na samjhna
anjan mohabbat ko anjam na samjhna
Saturday, July 11, 2009
Subscribe to:
Comments (Atom)