Saturday, July 28, 2012

Radha

Aaj hum dhalte Sooraj hi sahi, Radha to Shyam ki hi hai.

Kitno ke

Saaqi main hi sahi /
Pyala tum ho //
Aashiq main hi sahi /
Haala tum ho //
Pyas to Pyaasa jaane /
Kitno ke jhalakte hain jaam anjaane //

Badalte

Nazar to hum abhi bhi milate hain badalte Zamane se //
Aapne aap ko badalte dikhayee nahi diye /
Aaine badalte rehte hain