Monday, October 17, 2011

Apnaya

Manzil raaz na aayegi jab chhute saath tumhara.
Chandni roshani layegi jab tute ek sitara.

Roshni to parchayee deti hai
Mannat to toote sitare poore karte hai

Sitare ne khoya zameer apna
Tumhe mubarak khwab tumhara

Matin saath fir ek raaz laya
Raat ne fir apno ko apnaya

Fursat main

Wafa ki raah mein// Mausam badal jate hain
Aaj kal mein// Sanam ke aashiq badal jate hain
Hum to hain abhi fursat mein// Aashiq to maikhano mein paye jate hain

Tare toote

Tare toote// Mannat mangi
Dil toote // Mohabbat mangi