Saturday, November 26, 2011

Aitraaz

Kalam to sihayee ki pehredar hai //
In rangon ka kya karoon

Husn to rehguzar hai //
In dillagyon ko kya naam doon

Aaj ka to kal bhi tha aur kal bhi hai //
In raaton ko kya azan doon

Aitbaar to aaj bhi hai //
Sochta hoon kal fir aitraaz karoon

No comments:

Post a Comment